18 January 2011
Sir mene F.Y 2007-2008 me 1350000 RS ke creditors apni books me creat kiye the jinhe mene cash payment kar diya aur utni hi amount ke dummy creditors khade kar diye. lekin F.Y. 2009-2010 me mera case scrutiny me aa gaya hai jiski wahah se mujhe 1350000 par tax to payment karna hi pad raha hai sath hi us period se lekar aj tak ka interest bhi pay karna pad raha hai jisse meri total liabilities lagbhag 700000 RS aa rahi hai.
kripya aap koi aisa rasta bata sakte hai jisse mujhe jyada tax na pay karna pade aur meri utni income 1 number me generate ho jaye?
Guest
Guest
(Expert)
18 January 2011
Let me know complete details of your case.