Agar Mein SALE Aur PURCHASE Ki Entry Dalta Hu Tab Dono Mein Hi (FREIGHT & CARTAGE) Charges hota SALE mein hum karte hai aur PURCHASE mein vendor Karta hai tab (FREIGHT & CARTAGE) ko Inward or Outward FREIGHT & CARTAGE ke naam se banau ya ek hi rehne du
SALE ke Liye (Outward or Inward FREIGHT & CARTAGE ledger Under group Indirect Exp) ? PURCHASE ke Liye (Outward or Inward FREIGHT & CARTAGE ledger Under group Indirect Exp) ?
20 May 2017
Aur POSTAGE & COURIER ke bill kya Ledger Group Dena hai aur Bill ki Entry Kese karni hai
Vendor Name (ST Enterprise) DTDC (Isse Client ke Goods Courier karvate hai) bill value : 50589/- (courier charges : 43990/- service tax : 6599/-) payment ki 2% tds cut karne ke baad