Zindagi bhi na jaane kaise mod dikha deti hai,
Kabhi hasa deti hai, toh kabhi rula deti hai.
Samaye rakhte hai hum jinhe apne dilon ke jahan mein,
Kambhakth yeh zindagi unhi se bichda deti hai.
Umar ki raah me insaan badal jate hai
waqt ki aandhi main tufaan badal jate hai
soctha hoon tumhe pareshan na karu
lekin baad mein iradha badal jatha hai!!
Umar ki raah me insaan badal jate hai
waqt ki aandhi main tufaan badal jate hai
soctha hoon tumhe pareshan na karu
lekin baad mein iradha badal jatha hai!!