- Kajal ban ker teri aankhoon mein samanay tamanna hai
- Dawa ban ke teray dard metane ki tamanna hai
- Yun to hasil hai zamanaye ki her cheez mujahy
- Sirf ek baar tujhay dulhan ke roop mein panay ki tamanna hai
Guest
- Sapnoo ki dunya sajaye the baray armaan sai
- Socha tha karain gay pura her sapna baray samman sai
- Na janay ye kaise chaai aandhi yeh kaisa tufaan aaya hai
- Jis nai ker dia adhoora mujhay mera her sapna jalaya hai.
Guest
- Who khud hi hu ruswa khud hi maan jaye
- Jo mein rooth jaon tu mujh ko manaye
- Meray paas aaye zara muskaraye
- Jo mein ro paroon tu who aansoon bahaye
Guest
- Chalay gay thye door ek pal ke liye
- Magar aap ke dil ke kareenb the her pal ke liye
- Kaisay bhoolain gay aap ko ek pal ke liye
- Jab kho chukay hein khud ko her pal ke liye
Guest
- Jab say tum ho zindigi mein aay
- Khushioon ki barat ko saath laye
- Allah ne bhi sun li faryaad
- Dekho faza mein kitnay gul hein muskaray..