Company Secretary
13877 Points
Joined May 2011
Na daro, bas aaga chalo…
Kitabo ki aandhi mai baho…
Jo jalayangi gyan ka deepak…
Dikhayangi tumko zindagi main safalta ka raasta…
Haar sa ghabrana nahi…
Failure sa sharmana nahi…
Log or dost kya kehanga…
Ya vichar mann main laana nahi…
Ho gayi hogi koi choti galti…jo pass nahi hua…
To kya hua theek kar langa us galti ko…
Ek galti hi to hai…teri jaan sa zyada nahi…
To mera dost na daro, bas chalta raho…
Bina dara bina thaka…
Written by ---RG