Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo
CA CS CIMA Prakash Somani
(Landmark Group)
(23502 Points)
Replied 09 March 2009
Wow!!! Looking for more but in single post
Originally posted by :CA CS* Prakash Somani (A helping Hand) | ||
" | Wow!!! Looking for more but in single post | " |
Ye ishq nahi aasa......
|
Originally posted by :CA CS* Prakash Somani (A helping Hand) | ||
" | Wow!!! Looking for more but in single post | " |
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai
Usne kaha konsa Tohfa hai pasand? Mai ne kaha Wo Shaama jo ab tak Udhaar hai Usane kaha sath kahan tak Nibhao ge? Mai ne kaha jitni ye Saanson ki Taar hai Usne kaha Mujh ko Yaqeen aaye kis tarah? Mai ne kaha Mera Naam hi Aitbaar hai ************* |
Tumko khwabon me paa liya maine
Apane man ko mana liya maine,
Zindagi se nibha liya maine !
Ek khusboo si teri yaad aayee,
Ek pal muskara liya maine !
Pyas tadpi to pee liya aansoo,
Bhukh me gam ko kha liya maine !
Dard ka geet ek tadapta sa,
Pyar me gunguna liya maine !
Mujhpe ilzam hai zamane ka,
Kyon tera dil chura liya maine,
Jab kabhi need mujhse rooth gayee,
Chand ko ghar bula loiya maine !
Kis tarah khusnaseeb hun mai bhi,
Tumko khwabon me paa liya maine !!