Gst (fy.17-18) dec-17 3b return revised in 8th may 2019

Jignesh Borad (18 Points)

22 June 2019  

Dear Sir... mene Hamare CA ne Dec-2017 ka GSTR3B Return Regular Due date ke andar file kardiya tha and Calculation ke hisab se 71183 bharna tha o bhi paid kar diya tha

but System ka server down tha uski vajah se 3B me table no.6 ka Payment Offset vale tabel me sab jagah 0 aa gaya Jiska Solution nai huva tab GST help line me try ki thi but solution nai huva

bad me 17-18 ka Audit Company Act ke hisab se koi bhi tax baki nai he asi dharna se kar diya

Dec-17 me jo Laibility and sales hamane dikhaya tha o GSTR9 me Auto Reflect ho raha he o sahi he

Dec-17 ki ITC bhi Reflect ho rahi he o bhi sahi he  But Utilized na hone par GSTR9 me Table No.9 na to Output ur na to Input Reflect ho raha he 

Dec-17 ka jo tax paid kiya tha o Cash ke balance me pada tha Confusion me Jan-18 and Feb-18 me usme se Utilized kar liya tha but bad me mar-19 me usme fir se utana hi tax jama kar diya tha jo 13.4.2018 ko jama huva

Problem ab start hoti he 17-18 me hamane sab declared kiya tha Law ki hisab se hame 71184 Tax bharna tha jo sytem ki vajah se utized nai huva vahi return GST system valo ne uski galti accept ki ur hame dusara mauka diya 3B revised karne ka ur hamane 13.5.2019 ko Revised kiya jo bhi hamari Net Tax Liability thi o Interest ke sath paid ki 

Problem a he ki 17-18 ka Dec-17 ka sales and ITC (17-18 ke GSTR9 me bhi dikhay dege)

and 19-20 ke GSTR9 me bhi Reflect hogi 

saval ab he ki hame 17-18 me DRC03 File karna padega ? agar karna padega to net tax 71184 ka ki 

total Output jo Apx 248000 with Reverse charge ke sath DRC03 bharna padega

agar ham DRC03 bharege to Tax ka Dubble Payment ho jayega mene Sab Document Attach bhi kiye he Plz aap advise dijiye

 

Aagar Kisi Ko Case Study karne ke liye Ur Document chai to o me mail kar duga but muje True Advice dijiye