Team India Received Duplicate(Nakli) Trophy

M. N. JHA (CA) (8316 Points)

04 April 2011  

Ye kya ho raha hai yaaro!!!!!!!!!!!!!

Team india ko Nakli trophy di gayi hai.........

Mujhe is news ko dekh kar bahut hi afsos hua ki team india ko nakali trophy di gayi hai........

aur asli trophy abhi bhi custom ke paas hi hai.........

Aakhir ICC aur BCCI kya proof karana chah rahe hain kuch bhi samjh nahi aa raha hai......

Ek to bina custom duty ke trophy late ahi ......aur trophy Jabt ki jaane par duty dekar lene ke bajaye nakali trophy team india ko di jaati hai wo bhi jab ICC ka haed ek Hindustani........

Ye Sab Team India ke Saath Saath pure 121 crore Hindustaniyo ki Bhawano ke Saath khilwad nahi hai to kya hai??????