Song Dedicated To CA students...
Lyrics:
Saari Umra Hum Mar Mar ke Je Liye,
Ek pal to ab hume jeene do, jeene do.
na na na.....
Give me some sunshine, gime me some rain,
mujhko nahi deni yeh exam once again!!!!
Give Me some sunshine, give me some rain,
kardo mujhko pass, ye hai unbearable pain..
Morning ke neen ko classes ne udaya,
Padhai ke tension ne balaaon ko Jhadaya.
60 laoge to exemption, warna dubara puri preparation.
Likh Likh kar pada haathon par IFRS ka Chala..
Costing MAFA ke formula ne dimag jala dala..
In Born Talent Ko Articleship ne khatam kiya,
Bar bar hote Ammendments ne students pe sitam kiya..
Foundation Hua, mera inter bhi hua,
Final Se mujhe Chutkara Lene do..
na na na....