ZINDAGI NE KUSH AISE PEGAM DIYE...
MANZIL PAR AAKAR HUMSE MUKAN CHIN LIYE....
HUM NE PHIR BHI HAR NA MANI HAR RASTE PAR APNE NISAN CHOD DIYA......
KAISI LAGI YEH SHAYARI MENE APNE AAP BANAI HE......HOWS THAT?
CA.G.Muguntha Narayanan
(Internal Auditor at TVS Motors)
(2195 Points)
Replied 29 November 2010
Onnum Puriyala. Ek gaav me ek kissan raghu tha tha. .Pls come out with an eng version
Rajesh
(Service )
(7576 Points)
Replied 30 November 2010
per khud kaa mazak bnaana bhi aasan nahi hota
Yeh zindagi ka ussol hai,
Jo bichar gya ussy bhool ja,
Jo mila hai dil se laga k rakh,
...
Jo nahi mila ussy bhool ja,
Na wo dhoop tha na wo chandni,
Na chiragh tha na wo roshni,
Wo khayal tha koi khawab tha,
Wo tha aaina ussy bhool ja,
Wo jo tery dil k qareed tha,
Wo na jany kis ka naseeb tha,
Tujhe hans k usny bhula diya,
tu bhi muskura kar ussy BHOOL JA...
>>>================================================>>>
Kya farq hota hai khuda or peer mein,
kya farq hota hai kismat or taqdeer mein,
agar kuch chaho or na mile to samajh lena,
usse bi acha likha hai hathon ki lakeeron mein.
>>>========================================================<<<
palak
(cs)
(385 Points)
Replied 30 November 2010
hey friends...just i want to share mine feeling ....
but its big mistake to way to show feeling to people who dnt know the meaning of feeling.
And one thing i want to add that feeling hvnt language.
THANKS BUT NO THANKS