jeebh jal gayi...........
tikha tha achhar......
badh gaya desh me bhrastachar,,,,,,
sansad ko nhi tha iska khayaal
badh gaya desh me bhrastachaar
Amrita vyas (chartered accountant) (2600 Points)
08 May 2013jeebh jal gayi...........
tikha tha achhar......
badh gaya desh me bhrastachar,,,,,,
sansad ko nhi tha iska khayaal
badh gaya desh me bhrastachaar
Ankur Garg
(Company Secretary and Compliance Officer)
(114773 Points)
Replied 08 May 2013
Desh ki Janta bahut parashan hai
Netao ka jhootha bhashan or vaado
Sa thak chuki hai,
Bhrastachar ka roj naya khulaso sa
Pak chuki hai;
Bas ab bahur ho gaya bhrastachar
Badlav laana hai, yahi hai vichaar;
Ummeed abhi baaki hai ki haalat badlenga
hoga ek naya savera, jahan na bhrastachar hoga
Milega sabko apna adhikar or na hoga koi parashan
Amrita vyas
(chartered accountant)
(2600 Points)
Replied 08 May 2013
Originally posted by : Ankur Garg | ||
Desh ki Janta bahut parashan hai Netao ka jhootha bhashan or vaado Sa thak chuki hai, Bhrastachar ka roj naya khulaso sa Pak chuki hai; Bas ab bahur ho gaya bhrastachar Badlav laana hai, yahi hai vichaar; Ummeed abhi baaki hai ki haalat badlenga hoga ek naya savera, jahan na bhrastachar hoga Milega sabko apna adhikar or na hoga koi parashan |
thnx sir
Hardik Dave
(IPCC and CS Professional(FINAL) Student)
(15533 Points)
Replied 08 May 2013
Amrita vyas
(chartered accountant)
(2600 Points)
Replied 08 May 2013
Originally posted by : Hardik Dave | ||
Realy great kavita.smile. Thanku for haring, keep sharing. |
thnx hardik
Deepak Dargad
(Chartered Accountant....)
(9787 Points)
Replied 08 May 2013
Amrita vyas
(chartered accountant)
(2600 Points)
Replied 08 May 2013
Originally posted by : *CA Deepak Dargad | ||
Nice one . इस देश की है बीमारी, ये भूखे भ्रष्टाचारी. जिस थाली में खाना खाते, ये छेद उसी में करते है लात गरीब के पेट पे मार, घर अपना ये भरते है. इस देश की है बीमारी, ये धनवान भिखारी. ले हाथ कटोरा घर घर जाते, मौसम जो चुनावों का आता अल्लाह के नाम पे दे-दे वोट, गाना इनको बस एक ही आता. |
thnx deepak
Dhara
(Student CS)
(859 Points)
Replied 08 May 2013
Originally posted by : Amrita vyas | ||
jeebh jal gayi........... tikha tha achhar...... badh gaya desh me bhrastachar,,,,,, sansad ko nhi tha iska khayaal badh gaya desh me bhrastachaar |
Henil Shah
(Sr. Account Exicutive)
(200 Points)
Replied 08 May 2013
Originally posted by : Amrita vyas | ||
jeebh jal gayi........... tikha tha achhar...... badh gaya desh me bhrastachar,,,,,, sansad ko nhi tha iska khayaal badh gaya desh me bhrastachaar |
Nyc1...!
i remember one song from film "gali gali chor hai"
Ye sab man ke bhi hai kaale, ye sab dhan ke bhi hai kaale, mere ghar mai hi rehte hai mera ghar lootane wale....
Jo chize jangalo ki hai unhe jangle me rehna tha, wo ab dilli me rehte hai jinhe chambal me rehna tha.
Gali gali chor hai, Gali gali chor hai, curruption, curruption, curruption, ka zor hai. Choro se bandhi hui choro ki dor hai....
ye topi ye dhoti ye kurte paijame, sab inke naatak hai sab inke drame......
girish
(ca final student)
(119 Points)
Replied 08 May 2013
on the lighter side...
Did u say ISCA? :X
agar ISCA ka khayal hota, toh CA syllabus mein nahi hota
:P
:D
CA Bhargav Nathwani
(CA in Practice)
(8307 Points)
Replied 08 May 2013
wah wah.........Nice lines with great combination.
Amrita vyas
(chartered accountant)
(2600 Points)
Replied 09 May 2013
Originally posted by : Rakesh Mishra | ||
i remember one song from film "gali gali chor hai" Ye sab man ke bhi hai kaale, ye sab dhan ke bhi hai kaale, mere ghar mai hi rehte hai mera ghar lootane wale.... Jo chize jangalo ki hai unhe jangle me rehna tha, wo ab dilli me rehte hai jinhe chambal me rehna tha. Gali gali chor hai, Gali gali chor hai, curruption, curruption, curruption, ka zor hai. Choro se bandhi hui choro ki dor hai.... ye topi ye dhoti ye kurte paijame, sab inke naatak hai sab inke drame...... |
thnx Rakesh