revise return

126 views 3 replies
Client last year return income- From buis 250000 & From H. P after 30% deduction Rs. 40000.so total income is Rs. 290000. Ab hua y ki A. Y 2018-19 me mai client ki House property ki income dalna bhul gya aur maine last year me 20000 rs. Ka increase krke is sal income 310000 rs. Dikhayi aur wo bhi sari ki sari buisness me. Ab m y janna chahta hu ki m kya itr revise kr skta hu aur m revise wali itr m buisness ki income ko km krke kya house property ki income dikha skta hu. Mtlab 270000 buis ki and 40000 house property ki. Aur isme koi risk to nhi h please reply
Replies (3)

Yes you can do that.

No risk, just keep all documentations related to business nad house property income upright.

revise karodo bhaiya. koi muskil nehi. original acknowledgement number correct dena mat bhulna.
Ruchika mam, income 44AD me dalenge 270000. So client ke pas na to buisness income ka koi proof hoga aur na hi house property ki income ka. Ye to sb on paper hi hoga bs. M y janna chahta hu ki kya department ko is bat se koi aitraz to nhi hoga ki income pehle 310000 dikhayi aur phir 270000 kr di


CCI Pro

Leave a Reply

Your are not logged in . Please login to post replies

Click here to Login / Register