CA Keyur Shah
(Finance Manager)
(403 Points)
Replied 20 November 2010
Originally posted by : sucheta | ||
![]() |
Originally posted by : Ankur Garg Nobody knows what am going through these days personally and professionally...this period is the most difficult period of my life...but am facing the same alone....even my parents and friends are clueless...really strugging in my life thses days...and nobody knows...but am trying to remove my negative energy through caclub and caclub friends...by sharing my personal thoughts...in fact am trying to keep them alive through sharing... So bura waqt ka baad aacha waqt zaroor aayaga.... Dont worry Bhiaya we ca clubindia members are always der at your hard times and we know you are the strong preson and can come out of the tough situation of your life. May your wishes come true always |
![]() |
Arvind shayad tum nahi jante..........Agar dimag main pahla word negative aaye chahe woh Study main ho, personal life main, ya phir professional life main.
khuda bhi use nahi badal sakta..........kyunki ye tum sochte ho man se........
Agar main ye soch ke chalunga aaj ka interview kaisa hoga aur aaj ka paper kaisa hoga.......etc.
yaar maat khaoge har baar...........kuch mat karo sirf thinking badal do apni aur phir dekho......aasman bhi tumko jhuk-kar salaam karega.
Be Positive
khush rahne ka mool mantr.......Jis jagah ki tention ho usko wahin rakh do, sath leke aur apni note-book main ya diary main le kar mat chlo.-----------kush rahoge nahi toh apni life ko jaise chahe waise jio.............You are independent
jyada ho gaya ho toh us k liye Sorry...
and ankur sir very nice message
Originally posted by : Rahul Sharma | ||
![]() |
Arvind shayad tum nahi jante..........Agar dimag main pahla word negative aaye chahe woh Study main ho, personal life main, ya phir professional life main. khuda bhi use nahi badal sakta..........kyunki ye tum sochte ho man se........ Agar main ye soch ke chalunga aaj ka interview kaisa hoga aur aaj ka paper kaisa hoga.......etc. yaar maat khaoge har baar...........kuch mat karo sirf thinking badal do apni aur phir dekho......aasman bhi tumko jhuk-kar salaam karega. Be Positive khush rahne ka mool mantr.......Jis jagah ki tention ho usko wahin rakh do, sath leke aur apni note-book main ya diary main le kar mat chlo.-----------kush rahoge nahi toh apni life ko jaise chahe waise jio.............You are independent jyada ho gaya ho toh us k liye Sorry... and ankur sir very nice message |
![]() |
Ankur Garg
(Company Secretary and Compliance Officer)
(114783 Points)
Replied 22 November 2010
Originally posted by : Rahul Sharma | ||
![]() |
Ok Dear I am sorry for advise you........Nikle huye word toh main wapas nahi le sakta par sorry toh bol hi sakta hun Take Care |
![]() |
Right and wise approach Rahul....Lol...
Rahul tum kehte ho main apni thinking badal lu, meri thinking to main badal sakta hun par dusron ki nahi.
aur main kanhi par bhi hun chahe professional life mein ya personal life mein main akele hi sab kuch nahi kar sakta , tumhari hi baat ko rakhu to interview bhi koi dusra hi leta hai main khud apna interview nahi le sakta.
aur main apni zindagi mein itna zarur jaana hai ki hume kisi apne ki thinking change karni ho to bohot jyada waqt lag jaata hai, aur agar kisi praaye ki baat kar to its impossible to change that.
Log apna gussa kabhi pyar se nikalte hai to kabhi chup reh kar.
Tum aur Ankur apna gussa mujh par Pyar se nikal rahe ho,
aur tum gussa kis liye ho kyonki maine apni soch tumhare saamne rakh di, ye baat main bohot achhi trah jaanta hu ki hume apni soch har ek ke aage freely nahi rakhni chahiye warna ye samaaj hume buri nazron se dekhta hai, upar se pyar aur andar se phir nafrat bhar jaati hai.
Hey arvind i think are u mad............yaar apni parvaah karo dusron nahi.
God ne jab mujhko aur tumko banaya toh dimag sabko alag-2 diya use karne k liye
tu kyun dusron ki parvaah kar raha hai........apni toh tujh se life shmbhal nahi rahi aur baat kar raha hai dusron ki
aur haan ham ne tumahri baat ka jawab diya hai, aur rahi baat gussa hone ki toh ye baat dimag se nikal do ki ham gussa hai.
ankur sir main sahi bol raha hun
(ek chotta sa word hai Belive jo tumko samajh main nahi aa raha---shayad ham samjha bhi nahi sakte)
Regards,
Rahul
Certification Course on GSTR-3B Reconciliation with GSTR-2B through Chat GPT