Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hein, ( a poem

Harish Chandra (CA (Final) Student & Doing Job in a CA Firm)   (1646 Points)

26 September 2011  

 

Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hein, ( A poem by an Investor)

 

Teji hoti toh aisa hota, 

Teji hoti toh waisa hota. 

Hum yeh lete hum woh lete. 

Hum is baat pe party lete hum us baat par treat dete. 

Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain. 

 

Yeh kahaan aa gaye hum...?

Yeh raat hai ya mandi ka aanchal, 

yeh mandi ka jhoka hai ya kisine SENSEX ko thoka hai, 

Yeh toofan ki hai awaaz ya Brokeron ka rona? 

Yeh soch ta hun main kabse gumsum, 

jabki mujhko bhi yeh khabar hai ki teji nahi hai kahin nahin magar ye dil hai jo keh raha hai teji yahin hai, yahin kahin......