Kavita 8

Amrita vyas (chartered accountant) (2600 Points)

27 July 2013  

Sabse Khatarnak hota hai

Shanti se bhar jaana

ghar se office

Aur office se ghar jana

Sabse Khatarnak hota hai

Hamare sapno ka mar jana

Sirf kaam karna

Aur karna

Sabse Khatarnak hota hai

Sab kuch karke bi

Kuch na karna

By Amrita Vyas