Jab tak hai jaan(CA)

Sumit Middha (Head (Fin.& A/c) M.COM M.A.(Eco) MBA CS Final)   (2453 Points)

22 November 2012  

Vo tera 40 number k liye
tadpana......
kabhi 35-36 m
latkana.....
nahi bhuloonga m....;(
jab tak h jaan, jab tak h jaan 

Vo tere naye naye rule
lana....
un usoolo se students ko


satana......
nahi maaf karunga
mai....:/ jab tak h jaan jab tak h jaan , jab tak h jaan,,,,,, 

vo bedhak baarisho k
mausam
m xms karane se...
Phir thad m result de
kar needein udane se nafrat karunga
mai..... :w jab tak h jaan
jab tak h jaan

par is beech naye dosto
se milane se
har manjil k kabil
banane se mohhbat karunga mai...;)
jab tak h jaan
jab tak h jaan...