Ca version of jab tak hai jaan

Himanshu (Proprietor at H. R. Thacker and Co.)   (1439 Points)

21 November 2012  

 

CA VERSION
OF :JTHJ
 
Vo tera 40 number k liye
tadpana......
kabhi kabhi aggregate me latkana.....
nahi bhuloonga me....;(
jab tak h jaan
jab tak h jaan
jab tak h jaan....
Vo tere naye naye updates lana....
Latest Cases se students ko
satana......
nahi maaf karunga mai....:/
jab tak h jaan
jab tak h jaan
jab tak h jaan,,,,,,
vo bedhak Diwali
me exams karane se...
Phir Uttarayan me result de kar
Pattang ki jagah needein udane se
nafrat karunga mai..... : @
jab tak h jaan
jab tak h jaan
jab tak h jaan.........
par is beech naye dosto se
milane se
har manjil k kabil banane se
mohhbat karunga mai...;)
jab tak h jaan
jab tak h jaan
jab tak h jaan.......