STUDENT Rajasthan
2156 Points
Joined November 2009
ma ki god, papa ke kandhe, ab yad aate hain wo bachpan ke lamhe...
rote hue so jana, kudh baaten karte hue khoo jaana...
wo ma ka aawaz lagana, aur khana apne hathon se khilana...
wo papa ka dant lagana, apni jid ko poori karwane ke liye nakhre dikhana...
kya wo din the bachpan ke suhane...
ab jid bhi apni, sapne bhi apne, kis se kahen kya chahiye...
manzilo ko doondhte hue ham kahan kho gaye...
kyu yaar ham itne bade ho gaye...