"KARNA TO HAIN HI ....CHAHE HAS KE KAR YA FIR RO KAR…
SYLLABUS MAIN HAIN AUR ISKA 100 MARKS KA PAPER BHI AYEGA….
BETTER HAS KE KAR LE.... JITNA HOTA HAIN UTNA KAR …
MUJHE MUSHKIL LAG RAHA HAIN TO BAKI SABKO BHI LAG RAHA HOGA …
AB AT LEAST UN LOGO SE TO AAGE BADH JO MUSHKIL SAMAJH KE PADHNA BAND KAR CHUKE HAIN YA GIVE UPT KAR CHUKE HAIN"
Attitude required for studying isca
Saurabh Anokhchand Jain (Chartered Accountant) (1043 Points)
14 February 2014