Anmol vachan

M. N. JHA (CA) (8316 Points)

29 May 2010  
Is tarah na kamao ki pap ho jaye. Is tarah na kharch karo ki karz ho jaye. Is tarah na khao ki marz ho jaye. Is tarah na bolo ki kalesh ho jaye. Is tarah na chalo ki der ho jaye. Is tarah na socho ki chinta ho jaye.