India is my country... All Indians are my brothers who are rapists and sisters who fall prey to them. My country stands united only when there is an India Vs Pakistan match being played.Rest of the time, no one is bothered even if women are being raped, beaten with rods and their intestines being removed. But then too, India is a great country because the people living in this country will fight with you, abuse you and even killyou if you say anything against it just because they cant digest this fact... India is a great country with strict laws and regulations because if you dont follow them then you end up paying a fine. We are paying tax to the government so that they can protect politicians. But what about the common man... I just wonder what if a politicians daughter would have been raped in such a way ??? Would it be the same scenario ??? No ways. Everyone knows the conclusion here....Shame onall of us.... But India is a great country..!
........................................................................................................................................................................................................................
Please Read...
.
मुझे श्रद्दांजली नहीं चाहिए एक वादा चाहिए तुम सबसे दुनिया की हर बेटी में मुझे देखना मेरी पीड़ा मत भूलना....
याद रखना जिंदा हूँ मै क्या मै विश्वास करूँ.. ??
नहीं भूलोगे तुम सब सिर्फ बातें और नारे बन कर न रह जाऊं मै हर बेटी में मेरा ही अंश देखना..
देखोगे न उन बारह दिनों का संघर्ष सार्थक होगा फिर किसी दामिनी को श्रधांजली न देनी पड़े मै झकझोर के जगा रही हूँ तुम सब का ज़मीर ------->दामिनी.
........................................................................................................................................................................................................................
The Girl hasn't died.
Instead she's moved to a better world where no Rapes happen...:(
R.I.P. Damini..:(
........................................................................................................................................................................................................................
"The day a woman can walk
freely on the roads at night, that
day we can say that India has
achieved independence"-
Mahatma Gandhi :(
........................................................................................................................................................................................................................
Specially for her, A TRIBUTE:
"Duniyan se jane wale na jane jate hai kahan
Kaise dhundhe unhe, nahi kahi pairon ke bhi nishan,
Zulm bohot hue hai tumpar, sari duniyan hai ye gahwan
Magar fikra na karo tum,
Nahi lenge gussa wapis,
Ladenge tumhare liye,
Jaise tum ladi,
Jab tak nahi milti un darindo ko sazaa ........
Ladi jaise tum, waise hi ladenge hum,
Jab tak hai Jaan, Jab tak hai Jaan"
........................................................................................................................................................................................................................
And the Last Lines From her Parents..
Nanhe Nanhe Kadamo Se Wo Mere Ghar Aayi Hai
Meri Liye Wo Meri Lakshmi Banke Aayi Hai
Nadan Hai Chanchal Hai Magar Bahut Pyari Hai
Sabke Mann Ki Rani Wo Meri Rajkumari Hai
Sacho Socho Kaun Hai Wo, WoTo Aapki Betiya Rani Hai
Choti Si Wo Jaan Jismain Sabki Jaan Hai Basti,
Din Bhar Sabke Saath Wo Karti Hai Masti,
Kabhi Idhir To Kabhi Udhar Hai Ghumti
Maa Ka Aachal Pakad Ke Humesha Hai Rakhti
Bhai Ki Jaan Main Uski Jaan Hai Basti
Samay Nikla Wo Chali Ek Naye Safar Ki Aur
Mann Main Lekar Kuch Sapno Ki Dor
Jeevan Main Kuch Karna Hai, Aapna ka Naam Roshan Karna Hai
Duniya Main Aapna Bhi Ek Naam Banana Hai
Yehi Sochte Wo Chal Padi Ek Naye Safar Main
Jahan Sab Naye Log Hai Uske Saath Jeevan Ke Safar Main
Hue Hai Sapne Uske Bhi Pure
Kiya Hai Usne Bhi Adhure Kaam Pure
Mann Main Lekar Assha Ki Kiran
Chuna Hai Aasmaan Usko Ek Din
Chal Padi Hai Ek Nayi Rah Main
Aapni Pehchan Banane Ki Cha Main
Usne Kiya Hai Sangarsh Safalta Ki Cha Main
Aayi Wo Gadi Jab Hui Wo Beti Rukshat Kisi Naye Saathi Ke Saath
Kiya Hai Sabne Usko Bida, Nami Bhari Ankhon Ke Saath
Jeevan Ki Yehi Reet Hai Beti Ko To Ek Din Jaana Hai
Ankhon Main Nayi Sapne Lekar Nayi Umang Lekar Chalna Hai
Phir Ek Nayi Rah Ko Teh Karna Hai, Yehi To Jeevan Ek Ladki Ka Hota Hai[/)]
Jahan Rehti Hai Itne Saal Us Jagah Ko Chhod Kar Jaana Hota Hai
Naye Logo Ko Naye Rishton Ko Khushi Khushi Apnana Hota Hai
Aaj Phir Ek Nayi Subhe Hui Hai Aur Beti Ke Jeevan Ki Nayi Shuruwat Hui Hai
Bas Yehi Dua Dil Se Aati Hai Ki Wo Rahe Sada Khush Aapne Naye Jeevan Main
Rahe Sada Khush Aapne Naye Jeevan Main